Aap Ka Surroor : Hindi Movie Songs Lyrics |
|
|
1) Movie Name: Aap Ka Surroor Lyric Name: Assalaam Vaalekum Lyricists: Sameer Music Director: Himesh Reshammiya Singer(s): Himesh Reshammiya Lyrics: --MALE-- assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4 har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyaar kiya hai maine, aap sabne, toh usi pyaar ke naam zindagi kurbaan [mohatarama (jab aaye saamne najro ke tum (mohatarama) honsho hawaas mere ho jaaye gum) - 2 duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4] - 2 assalaam vaalekum, vaalekum assalaam teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil ye badhaati hai betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai awaara armaano ki manzil tum, deewaane lamho ki ho mehfil tum - 2 (mere jasbaat mein tum ho rawa (mohatarama) tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (mohatarama)) - 2 duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2 yaadon ki tanhaayi mein, jajbo ki gehraayi mein ehsaason ki sargarmi hai, tere khaabon ki parchaayi mein dard-e-mohabbbat ka hai yeh jaadoo, betaabiyaan hai meri bekaabu - 2 (tumse deewaangi ka hai nasha (mohatarama) pehele deedar se mein hoon fida (mohatarama)) - 2 duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2 mohatarama.... 2) Movie Name: Aap Ka Surroor Lyric Name: Tanhaiyaan Lyricists: Sameer Music Director: Himesh Reshammiya Singer(s): Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan Lyrics: tanhaiiiiiiiiiyyyaaaaan, tanhaiyaan......... saara aalam, saare mausam, saari khushiyaan, saari duniya tere bagair tere bagair tanhaiyyan, tanhaiyyan...... saare sapne, saare manzar, sari khushiyaan, saari duniya, tere bagair tanhaiyyan, tanhaiyyan.... tanhaiyaan, tanhaiyaan........ fursat ke lamho mein (tera hi naam likha hai - 2) mere din, raaton mein (tera hi dard chhupa hai - 2) bechaini aisi badhi, teri aarzoo mujhe har ghadi saare nagme, saari mehfil, saari khushiyaan, saari duniya, tere bagair tanhaiyyan, tanhaiyyan........ tanhaiyyan, tanhaiyyan, aaaaa aaa aaaa aaa bin tere jeena toh (bematlab lagta hai - 2) kya aasman, kya ye zameen (soona sab lagta hai - 2) har pal teri aahat hai, sirf teri chaahat hai saare jazbe, saare armaan, saari khushiyaan, saari duniya, tere bagair tanhaiyyan, tanhaiyyan.......... o ooo o ooo o oooo tanhaiiiiyyyyyaaaaann 3) Movie Name: Aap Ka Surroor Lyric Name: Tere Bina Lyricists: Sameer Music Director: Himesh Reshammiya Singer(s): Himesh Reshammiya Lyrics: MALE-- oooooooooooo huzoor, tera tera tera suroor na meri saansein chale, na mere palchhin kate beete na tere bina, tere bina, tere bina aa aa aa..... (tera bina - 6) - 2 tere yaad mein kitane mere aansu gire, na maine gina tere bina - 6 tune diya dard-e-jigar, dil pe huwa aisa asar aakhein band jab karuun, tera hi ek chehara lamha lamha yaara aaye nazar teri kashish tadpaati hai, paagal mujhe kar jaati hai doorie teri anjaane mein, mere kareeb tujhe laati hai dil ki lagi jo main?? aashiqui, sehna yahaan mushkil hai bada (tera bina - 6) - 2 bhagbvaan ka screenplay bhi ajeeb hai kabhi kisi ko mukkmal jahaan nahin milata jaanu yeh main jaane khuda, tujhpe sada hak hai mera daava hai yeh mera, aashiqui yeh meri dhadkano mein teri reh jaayegi kahati meri deewaanagi, rooh mein tu hi tu basi viraaniyo ka hai sama, tere siva yeh zindagi kya yeh zameen, kya asamaan, sone mere hai dono jahaan tera bina - 6 na meri saansein chale, na mere palchhin kate beete na tere bina, tere bina, tere bina aa aa aa..... tere bina - 6 |
| < Prev | Next > |
|---|