Aap Ki Khatir : Bollywood Movie songs Lyrics |
|
|
1) Movie Name: Aap Ki Khatir Lyric Name: Aap Ki Khatir Lyricists: Sameer Music Director: Himesh Reshammiya Singer(s): Himesh Reshammiya Lyrics: MALE-- aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir - 2 apne saare armaan - 2 kar du main zaahir - 2 aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir apne saare armaan kar du main zaahir - 2 ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen aapki baaton se mulaakaton se khayalon se huaan main huaan bada hi mudasir aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir apne saare armaan kar du main zaahir - 2 aapki khaatir - 2 kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki aapko bataaun kaise yaaran samjhaaun kaise saath aaisa milega na phir aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir apne saare armaan kar du main zaahir - 2 aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir apne saare armaan kar du main zaahir - 2 2) Movie Name: Aap Ki Khatir Lyric Name: Afsana Lyricists: Sameer Music Director: Himesh Reshammiya Singer(s): Himesh Reshammiya Lyrics: MALE-- afasana ban gayi hoon main tere pyar ka kya haal main bataaun dil bekaraar ka afasana ban gaya hoon main tere pyar ka kya haal main bataaun dil bekaraar ka always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 afasana ban gaya hoon main tere pyar ka kya haal main bataaun dil bekaraar ka always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 mere sohniye manmoniye kaaten na kate yeh lamha intezaar ka always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 afasana ban gaya hoon main tere pyar ka kya haal main bataaun dil bekaraar ka meri yaad tu hain tera hi intezaar hain tere bina mujhko kahi na ab karaar hain meri tamanna hui baanwariya dikha de taras mujhe sanwariya always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 sochu main toh sochu tujhe hi din raat re jaane nahi jaane tu mere jasbaat re khayalon mein pal pal machi hai hulchul tasabbur mein tere huan main paagal afasana ban gaya hoon main tere pyar ka kya haal main bataaun dil bekaraar ka always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 mere sohniye manmoniye kaaten na kate yeh lamha intezaar ka always on my mind - 3 you are always on my mind - 3 afasana ban gaya hoon main tere pyar ka kya haal main bataaun dil bekaraar ka |
| < Prev | Next > |
|---|